Khan Rukhsar🌹🕋🌹 Profile Banner
Khan Rukhsar🌹🕋🌹 Profile
Khan Rukhsar🌹🕋🌹

@khan__Rukhsar

2,636
Followers
281
Following
176
Media
26,887
Statuses

Joined February 2023
Don't wanna be here? Send us removal request.
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum Ay allah! Apne siwa kabhi kisi ka mohtaaj na karna Aameen
Tweet media one
144
321
5K
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Hamari sabse badi haajat allaah taala ki raza hai aur sabse badi kamiyabi aakherat ki kamiyaabi hai🌹🌹🌹🌹🌹
Tweet media one
124
286
5K
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Allaah se rishta itna mazbut rakho ky tumhe kisi ke sahare ki zarurat na rahe!
Tweet media one
24
179
3K
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Khuda puchega maheshar me Tu kiya laai hai duniya se! To kahedungi tere maheboob par eimaan laai hun!
Tweet media one
18
156
3K
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Allaah ke rasool ;sws; ne farmaya! Jo surah ikhlaas 10 martaba padhe allaah taala uske liye jannat me ek shandaar mahel tayyaar karega!
Tweet media one
67
205
3K
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Kainaat ka sabse bada sach! Rabbull aalmeen tak pahochne ke liye rahematull aalmeen ki pairvi zaroori hai
Tweet media one
38
56
991
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Allah se guftugu ki aadat ho jaye to sajdah kiye bagair sukoon nahi milta!
Tweet media one
52
76
926
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Rab se jab bhi maango to rab ko hi maango Jab rab tumhara hoga to sab tumhara hoga!
Tweet media one
73
72
760
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
9 days
मदीना ऐसी पाक जगह है जहां डिप्रेशन के मरीज को भी सुकून मिलता है और वह शिफ़ा लेकर घर लौटते हैं बेशक सुबहानल्लाह 🕋🕋🕋
23
96
738
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Quraan paak ki ye khoobsurti hai ky tum ise badal nahi sakte lekin ye tumhe zaroor badal sakta hai
Tweet media one
63
81
578
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Jab yaqeen ki dor Allah par chod di jati hai to phir Allah apne bande ko ruswa nahi karta!
Tweet media one
57
60
529
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Aye mere allah! Jab meri sans aakhri ho us waqt labon par ho________
Tweet media one
27
56
483
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum Sirf jaye namaaz hi ek jagah hai jahan rolo to samne wala tamasha nahi banata
Tweet media one
46
56
482
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Aye allah ham sabke gharon me sukoon aur barkat ataa farma! Aameen!
Tweet media one
82
71
457
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! 🌷🌷🌷🌷🌷 Patthar ko yun tarasha nageena bana diya sehra ko muskurake madeena bana diya Dono jahan ke phoolon ki khushbu nichod kar rab ne mere nabi s:w:s ka pseena bana diya🌿🌿🌿🌿
Tweet media one
69
58
451
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Sabar ek aisi sawari hai jo apne sawar ko kabhi girne nahi deti na kisi ke qadmon me na kisi ki nazron me Allah ham sabko sabar karne ki tofeeque ata farmaye ameen Q k sabar ka badla jannat hai
Tweet media one
14
31
443
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum_________ Khaliq ke khayaal ko chod kar makhlooq ke khayaal me gum rahene wala insaan hamesha duniya ke khasaare me raheta hai
Tweet media one
28
27
338
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum Har kamiyab insan ke piche uski maa ki duwa hoti hai
Tweet media one
52
45
322
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Farman e mustafa swa al swm! Rozadaar ke muh ki bu allah ke nazdeek mushk ki khushbu se behtar hai
Tweet media one
19
51
326
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalm o alaikum! Koi bhi cheez dil ko aise zindah nahi karti jaise quraan paak karta hai
Tweet media one
47
42
322
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
#Assalam_o_alaikum_____ Likh de hamara bhi naam fahrist me yar ab Badi hasrat se dekhte hain tasveer madeene ki🌷🌷🌷
Tweet media one
59
46
316
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Yaqeen ho ya na ho baat to yaqeen ki hai Hamare jism ki mittiy isee zameen ki hai!
Tweet media one
51
48
268
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Bahot aasan hai kafir ka musalman hona Magar mushkil hai musalman ka musalman hona Aye Allah kalma e taiyyaba ki haqeeqat hamare dilon me dal de
Tweet media one
45
33
274
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Agar mohabbat karke khush rahena chahte ho to insaan se nahi apne rab se mohabbat karo!
Tweet media one
51
53
268
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! __________ Pareshaniyan to hazaar hain lekin sukoon dene wala sirf mera allah hai
Tweet media one
46
44
269
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Har safar ki ek manzil hoti hai Darood paak ki manzil hai Huzoor paak! ;sws;
Tweet media one
50
53
255
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum یہ جو ماں کی محبت ہوتی ہے نا تمام محبتوں کی' ماں ہوتی ھے ☆🤲🥀❤
Tweet media one
48
33
249
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! ______ Kalma tayyaba ke khas wazeefe se gurbat hamesha ke liye khatam ho jati hai
Tweet media one
58
39
246
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! ___ Sabar kiya karo! Qk Sabar karne walon ka muqadma allah taala khud ladta hai
Tweet media one
52
47
252
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Aye allah aaj juma ki namaaz me jitne bhi hath teri baargah me uthen! Sabki duwa qubool farma aameen
Tweet media one
64
47
228
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Sabko eid ul adha mubarak! Qurbani ke janwar ke har baal ke badle ek neki milti hai
Tweet media one
69
51
233
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Rok leti hai aapki nisbat teer jitne bhi hampar chalte hain Yeh karam hai huzoor:sas:ka hampar anewale azaab talte hain
Tweet media one
52
43
231
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Quraan majeed ek aisa noor hai jo dilon ke sare zang saaf kar deta hai
Tweet media one
57
42
221
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum wrbt Quraan kaheta hai Dilon ka haal tumse behtar allah janta hai qk khamosh sajde aur ankahi baten allah ke yehan ek khas muqaam rakhti hai
Tweet media one
44
33
213
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum Duniya ka sabse khubsurat amal har pal allah ka shukar adaa karte rahena hai
Tweet media one
37
34
203
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Aye allah ham sabko madeene ki ziyarat naseeb farma! Aameen!
Tweet media one
51
39
196
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum Aye Allah zindagi me aise nek aamaal karne ki tofique ataa kar jin aamaalon se tu razi ho jaye Aameen
Tweet media one
41
27
196
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Mujhe logon se kisi cheez ki ummeed nahi hai qk izza' naam'aur shohrat sab Allaah deta hai
Tweet media one
55
36
189
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Rasulallah (swa al swa) ne irshaad farmaya! Jisne ramzaan ke roze ko farz samajhkar sawaab ki ummeed se rakkha woh bakhsha gaya
Tweet media one
40
33
185
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Jab aulaad ki bajaye hunar wafadaar nikle to manzar kuch is tarah ka hota hai
Tweet media one
22
37
189
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Dard kitna bhi ho Allaah ke age rone se sukoon me badal jata hai
Tweet media one
23
29
189
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
#Assalam_o_alaikum Tahajjud ka bulawa farsh se nahi arsh se aata hai Tahajjud ka sajdah use hi naseeb hota hai jise rab chahta hai
Tweet media one
26
23
191
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Agar tum kuch seekhna chahte ho to insaan se nahi quraan se seekho!
Tweet media one
46
30
174
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Ay momino suno ye haqeeqat quran ki Jannat me leke jayegi tilawat quran ki
Tweet media one
7
11
174
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
#Assalam_o_alaikum_____ Aye allaah mujhe aisa namaazi banade ky namaaz padhe bagair mujhe sukoon na aaye! Aameen
Tweet media one
64
36
174
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Zameen ke jis tukde par tum namaaz padhte ho woh hissa tumhara gawaah ban jayega!
Tweet media one
44
35
176
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum-------- Bas hamara rab hamse raazi rahe duniya ka meyaar to badalta raheta hai
Tweet media one
35
25
176
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Apne hijab par hame naaz hona chahiye! Qk Kitaben to bahot hain magar gilaaf sirf quraan shareef par hota hai
Tweet media one
51
36
162
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Kitne bhi bade school ya college me padho! Lekin insaan banne ke liye quraan paak padhna hi padega!
Tweet media one
14
28
169
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
#Assalam_o_alaikum_____ Hamare nabi :sas:ne irshad farmaya: Jannat wale har juma ke roz allaah se mulaqaat karenge
Tweet media one
47
29
163
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Har mushkil waqt me ro ro kar allah se duwa kiya karo qk jahan insaan ka hausla khatam hota hai wahin se allah ki rahemat shuru hoti hai
Tweet media one
32
19
161
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! ________ Jo nahi gaye woh taraste hain Jo waapas agaye woh tadapte hain🌹🌹🌹🌹🌹
Tweet media one
53
30
158
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Baroz e qayamat sabse pahele un logon ko jannat ki taraf bulaya jayega jo har haal me rab ka shukr adaa karte hain!
Tweet media one
40
29
162
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! ____________ Jisne namaaz ko thaam liya usne kamiyabi ko thaam liya!
Tweet media one
80
39
146
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
#Assalam_o_alaikum_____ Nabi kareem SAS ne farmaya: Maine qabar se zyadah koi aur bhayanak manzar nahi dekha Aye allaah qabar ki sakhti se ham sab ki hifazat farma! Aameen
Tweet media one
36
28
156
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! Bakhshe jayenge aal_e mohammad:sas: ki khatir warna Na ham acche na hamare aamaal acche🌹🌹🌹
Tweet media one
54
38
150
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Aye Allaah ham sab kul momin o mominaat ko haj maqbool wo mabroor naseeb farma! Aameen
Tweet media one
20
21
162
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assalam o alaikum! _______ Huzoor s:a:s ne farmaya! Koi kitna bhi museebat zada ho pareshaan ho! Ye padh lega to Allaah uski saari pareshani door kardega!
Tweet media one
52
40
147
@khan__Rukhsar
Khan Rukhsar🌹🕋🌹
1 year
Assaam o alaikum! _______ Har eibadat ka pata nahi hota ki woh qubool hai ya nahi magar darood shareef ek aisi eibadat hai jo ada hote hi qubool ho jati hai
Tweet media one
41
44
152