𝔼𝕟𝕒𝕜 𝕒𝕝𝕒 𝕞𝕦𝕟𝕕𝕒 🇵🇰
3 years
Aj eid hai MashAllah magar khuchi nahi aa rahi ti subah kyun k essa lagta ta kuch reh gya hai meri khuchi ko pouri karne k liai sara dinn search kia , khaya pia , bahir ki sehr , game bhi kehli khuchi ko paida karne k liai magar phir bhi nakaam raha.